sentence
stringlengths
0
2.02k
sentiment
class label
3 classes
Sai kha ya her kisi kay bus ki bat nhi hai lakin main ki hal kal bi Aj aur aj bi sirf Aus say bus
0Positive
sahi bt h
0Positive
Kya bt hai,
0Positive
Wah je wah
0Positive
Are wha kaya bat hai
0Positive
Wah kya baat likhi
0Positive
Wha Itni sari khubiya
0Positive
Itni khubiya
0Positive
Ya allah rehm farma hm sab pe or zalimo ko hidayat de ameen
0Positive
Please Everyone AllAh S.w.T ka naam hAmesha Bary Lawzo main Likha kary Wo he Zaat sUb say Bari Hey
0Positive
Ya mere rab tu bra kreem hy is mulk k halat PR reham frma. Is watn.e.Aziz ki hifazat frma.amin
0Positive
jaago Pakistani coom jaago ye humary nokar han humarey tex se inko tankha milti h or ye hum pakitani awam ko hi martey han jaago Pakistan key logo
0Positive
kia kia jae .kon sacha ha ALLAH JANY .PAK KESE BDL SAKTA HA I THINK 7 NSL TO ASE E GUZR JAIN GI BD ME koi hua to pta ni
0Positive
afsos hota hai garip insan kha jay Allah ki lati me awaz hai jo zulum kry ga Allah ki lati pary gi
0Positive
Allah insaaf karey
0Positive
ALLAH MUSALMAN PHIR DOR E JAHALAT ME JARAHA H HIYADAY FARMA AESE LOGO KO JO AWAM KI ZINDGIYO KO AZAB BANA RAHY HAI INKO TO GARAK KARDY
0Positive
Je Thik Kaha Right
0Positive
jee ye to he
0Positive
Maa cheez e ASE ha jis ka koi namil Badl Ni
0Positive
Wah wah yeh toh hy
0Positive
jee ye to he
0Positive
Zenda bad yar
0Positive
Es leay Muskurany ki koshish kia karo Es se wo loug ju apk Rouny pr muskuraty hain wo Loug phir apki hansi pe jalyn gy.
0Positive
Wha bhut qoob
0Positive
right Or sada time same nahi rehtaaaaaa
0Positive
Wha wha kaya bat hai
0Positive
Bohat khoob so true Alhamdulillah
0Positive
dil me khud aaka ho nala jm hai akbaal sjdo me pde rahna rahne se jnnat nahi milee yhi likha hai bahi
0Positive
Sjdo me bhi wo hi pda he jis k dil me khuda ka Dr he .
0Positive
Beshaq haq baat hai
0Positive
Right ha but bar bar ak hi insan q berdash karea yr ye sub batamize kerne wala bhi to samjhea
0Positive
Right mara jasa masom log
0Positive
MashaAllah.
0Positive
Mubarak
0Positive
Ma hun Hero tara <3
0Positive
Feel kar speed bot ki <3
0Positive
Isy Kahty han hop hip hop <3 :* Powered By :* Abraham Tamim :*
0Positive
Great Aadmi Aadmi
0Positive
In England Attaullah Esakhelvi married with a Pakistani ethnography British lady
0Positive
He has one son with her
0Positive
He got second marriage with Bazgha, she is famous manuscript actress and they have only daughter named Laraib and only son named Sanwal
0Positive
He received honorable award from the Government of Pakistan and Life time achievement award from the queen of England
0Positive
He entered in Guinness book of World record for the singer of most recorded albums
0Positive
Attaullah Esakhelvi ka shumar un gine chune artists mein kiya jata hai, jin ki maqboliyat, mutarrif hone se le kar shohrat ke urooj tak pohanchne tak radio, TV ya film ke marhoon e minnat nahi hai
0Positive
Agarcha aise artists mein Munni Begum aur Aziz Miyan qawaal ka naam bhi shamil hai
0Positive
Lekin top of the list Attaullah Esakhelvi ka naam he samjha jata hai
0Positive
Jin ki ibtedai zindagi aur urooj ki daastan qabil e rashk bhi hai, dilchasp bhi aur kar hawalon se qabil e taqleed bhi
0Positive
In mein mauseeqi ka shauq paida hua to inho ne gungunana shuru kar diya
0Positive
Jab school teachers ne in ki awaaz suni to Mukesh aur Rafi ke songs ki farmaiysh karne lage aur hausla afzaai karne ke sath sath yeh dars bhi dete rehte ke singing na chorna
0Positive
Wohi un ki infaradiyat bana
0Positive
Yahin qismat ki devi un par meharban hui aur “ Rehmat Gramophone House ” naami aik company ne un ke songs ki recording ki… “ Udhar Zindagi Ka Janaza Uthega ” aur Saraiki geet “ Naki Jae Gal Tu Rus Naa Ae Dhola ” ( Choti si baat par naraz ho jate ho maahi ), jab market mein aae to jaise hulchul mach gai
0Positive
Har taraf ataullah Niazi ki singing ka charcha hone laga
0Positive
Lekin us daur ke mustand singers ne unhe be surr iqraar de kar mustarid kar diya
0Positive
Radio aur TV jo maand parhte sitaron ki kafalat he nahi bal ke ubharte hue artists ke hausla afzaai ki riwayaat bhi rakhte hain
0Positive
Lekin dosri taraf village, dehaat, qasbon, buses, wagons aur chae khano mein Attaullah Esakhelvi ki awaaz ka tota bol raha tha
0Positive
Taweel musafat ke liye buses ka ticket lene wale pehle yeh istafsaar bhi karte ke Attaullah Esakhelvi ki cassette lagaoge ?Mianwali ke logon ne inhe bataya ke tumhare naam se Esakhel mein hotel khul gae hain
0Positive
Jagah jagah tumhari taswirein lagi hain aur Mianwali mein sirf tumhari cassette he farokht hoti hai, to Attaullah Esakhelvi ne phir Esakhel jane ka qasd kiya
0Positive
Phir yeh hua ke radio Pakistan ke farmaishi naghmon ke programs mein 90 % log Attaullah Esakhelvi ke songs ki farmaiysh karte
0Positive
Radio hukkam par bhi is hawale se dabao dala jata ke wo apni nashriyat mein Attaullah Esakhelvi ko madaoo karen aur aakhirkar majboor ho kar Attaullah Esakhelvi se radio Pakistan aane ki darkhuwast karni parhi
0Positive
70 ki dehaai ka yeh wo zamana tha jab Attaullah Esakhelvi aik cassette ki recording ka muaawza 1 lac rupees liya karte the
0Positive
Tahum radio par songs ka muaawza inhe 60 rupey ka cheque mila, jo inho ne cash nahi karwaya aur aaj tak sambhal kar rakha hua hai
0Positive
Sirf yehi nahi bal ke radio par recording se qabal inhe audition ( Awaaz Ki Qaulity ka Imtehaan ) kea mal se bhi guzarna parha
0Positive
Phir aahista aahista un ki singing ne tabqa ishrafia ke drawing rooms, cars ke sound systems aur video libraries mein jagah bana li
0Positive
Beron e mulk basne wale Pakistani jab Watan aate to doston aur aehbaab ki farmaiysh pori karne ke liye barhi tadaad mein in ke cassette tohfatan le kar jate
0Positive
Is tarah Europe aur Mashriq Wastee mein bhi wo Pakistan ki aik manoos aur maqbool awaaz ban gae
0Positive
1980 mein inho ne pehli martaba British ka tour kiya to wahan bhi dhoom macha di
0Positive
Diyar e ghair mein basne wale in ke songs sunn kar apno ko yaad karte to in ki aankhon se aansoo rawaa’n ho jate
0Positive
Naujawan ladke aur ladkiyan walihana raqs karte to gorey bhi be saakhti ke aalam mein in ka sath dete
0Positive
England aamad o raft ka silsila shuru hua to aik Pakistani nasaad British ladki ko dil de bethe
0Positive
Is tarah wo aaj tak sab ke Lala he hain
0Positive
Yeh aezaaz ab tak Attaullah Esakhelvi ke paas he hai ke recording aur farokht hone wale cassettes mein sab se ziyada in ki singing ke he hote hain
0Positive
Inho ne hukomat e Pakistan se tamgha e imtiaz hasil karne ke sath Malika British se life time achievement award bhi hasil kiya hai
0Positive
1994 mein in ka naam sab se ziyada audio albums recorder karane wale singer ke hawale se Guinness Book of World record mein bhi darj tha
0Positive
Torkham se Karachi tak truck drivers ka safar un ki awaaz ke sath hota hai
0Positive
President Ayyab Khan, Mohtarma Fatima Jinnah, baaz dosri shakhsiyat ki tasaweer to beshumaar trucks ke aqbii hisson par bani nazar aati hain, Lekin Attaullah Esakhelvi mulk ke wo wahid artist hain jin se wabistegi ka izhaar buses aur trucks ke piche tasweer banwa kar bhi kiya jata hai
0Positive
She played a fantastic role in the drama serial “ Aangan Terha ” with Shakeel Siddiqui and Saleem Nasir ( Late )
0Positive
Bushra ansari received many more different prizes and awards in her life
0Positive
She received an award of Pride of performance and Women life achievement award from Benazir Bhutto
0Positive
She won the PTV award and Lux style award also
0Positive
Bushra ansari performed interesting role in the film “Abhi To Main Jawan Hon” from Geo TV
0Positive
Yeh beyk waqt actress, singer, host, comedian and drama nigaar ke taur par pehchani jati hain
0Positive
Inka har andaaz munfarid aur har roop judagana hai
0Positive
sanjeeda acting, comedy, parody, singing, hosting aur ab drama nigari
0Positive
Inho ne har field mein apna loha manwaya hai
0Positive
Jis se in ki do betiyan hain
0Positive
Intehai masroof aur mashoor fankara hone ke bawajood inho ne aik biwi aur maa ka role pori zimmedari se adaa kiya
0Positive
Bushra apni family se bohat ziyada attached hain aur fursat ka tamam waqt ghar walon ke sath he guzarti hain
0Positive
Career : Bushra Ansari sirf 9 saal ki umer mein he PTV ke children music show, Kalbon ki Mala ki regular performer ban gai thin
0Positive
To Farooq Qiaser ne inhe apne show Kalliyan ke liye muntakhib kiya
0Positive
Is ke ilawa wo show ke deegar roles ke liye bhi songs gaya karti thin
0Positive
Bunyadi taur par yeh bahon ka show tha, lekin ise har umar ke nazreen barhe shauq se dekha karte the
0Positive
Bushra ne sab se pehle Iqbal Ansari ke aik drama mein acting ke johar dikhaey
0Positive
Lekin Bushra ko sab se ziyada shohrat Anwar Maqsood ke show Shosha se mili
0Positive
Jis mein bushra ne bijli ka role adaa kar ke meyla loot liya
0Positive
Yeh character itna popular hua ke jab kabhi Bushra Ansari kisi show ke silsile mein beyron e mulk jati to in se bijli ka character karne ki farmaiysh ki jati
0Positive
Bushra Ansari ka aik aur aeham show Aangan Terha hai, jise Anwar Maqsood ne likha aur us mein inho ne Shakeel Siddiqui aur Saleem Nasir Marhoom ke hamrah yadgar performance di
0Positive
Comedy shows ki bat ho to sab se pehle PTV ki tareekh ke maqbool tareen show Fifty Fifty ka naam zehan mein aata hai
0Positive
is show ko maqboliyat ki bulandiyon tak pohnchane mein Jahan Ismail Tara aur Majid Jahangir ki lajawab performance ka dakhal tha to Bushra Ansari ne bhi apni parodies ke zariye is show ko kamiyab banane mein koi kasar na chori
0Positive
inho ne chehre ke tasurrat aur body language ke zariye in roles mein jaan daal di
0Positive
Bushra Ansari ne har umer ke role adaa kiye hain, jin mein young, udherh aur old age sab he shamil hain
0Positive